Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics – Armaan Malik

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics – Armaan Malik brand new single romantic song of this season featuring Emraan Hashmi, Esha Gupta Music Composed By Amaal Mallik Written Lyrics Rashmi Virag.

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics Song info

Song Title:Main Rahoon Ya Na Rahoon
Singer:Armaan Malik
Music / Composer:Amaal Mallik
Lyrics:Rashmi Virag
Music Label:SonyMusicIndiaVEVO

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics

Main rahoon ya na rahoon
tum mujh mein kahin baaki rehna
mujhe neend aaye jo aakhiri
tum khwabon mein aate rehna

bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna

main rahoon ya na rahoon
tum mujh mein kahin baaki rehna

kisi roz baarish jo aaye
samajh lena boondon mein main hoon
subah dhoop tumko sataaye
samajh lena kirno mein main hoon
kisi roz baarish jo aaye
samajh lena boondon mein main hoon
subah dhoop tumko sataaye
samajh lena kirno mein main hoon

kuch kahun ya na kahun
tum mujhko sada sunte rehna

bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna

hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
par sapne toot jaane ka darr
kabhi dil se gaya hi nahi

hawaaon mein lipta hua main
guzar jaaunga tumko chhu ke
agar mann ho to rok lena
thehar jaaunga in labon pe

hawaaon mein lipta hua main
guzar jaaunga tumko chhu ke
agar mann ho to rok lena
thehar jaaunga in labon pe

main dikhu ya na dikhu
tum mujhko mehsoos karna

bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
hmm..
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna
bas itna hai tumse kehna

main rahun ya na rahun
tum mujh mein kahin baaki rehna…

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics Video Song

YouTube