Aaj Bhi Lyrics – Vishal Mishra | Ali Fazal

Aaj Bhi Lyrics (आज भी) – Vishal Mishra Ft. Ali Fazal, Surbhi Jyot Is New Hindi Pop Song and Music composed by Vishal Mishra Write lyrics by Vishal Mishra.

Song Title: Aaj Bhi
Singer: Vishal Mishra
Music: Vishal Mishra
Lyrics: Vishal Mishra
Music Label: VYRLOriginals

Aaj Bhi Lyrics by Vishal Mishra
Naa dard hai naa ghamm tere
Naa ishq naa teri woh chahtein
Haan khush hun main tere bina
Naa mujhme bachi kahin teri aadtein

Hai phir kyon aakhon main nami
Kyon main rota hun aaj bhi
Kya khalti teri hai kami
Kyon main rota hun aaj bhi

Hai phir kyon aakhon main nami
Kyon main rota hun aaj bhi
Kya khalti teri hai kami

Tumne kaha tha saath jiyenge
Honge judaa na hum kabhi
Haath yeh thame chalti rahungi
Waqt yeh le jaye kahi

Tumne kaha tha saath jiyenge
Honge judaa na hum kabhi
Haath yeh thame chalti rahungi
Waqt yeh le jaye kahi

Jhooti hai yeh saari kasmein
Saare vaade pyaar ke
Dafan main unko hun kar aaya
Jashan main apni haar ke

Hai phir kyon aakhon main nami
Kyon main rota hun aaj bhi
Kya khalti teri hai kami
Kyon main rota hun aaj bhi

To phir kyon aakhon main nami
Kyon main rota hun aaj bhi
Haan khalti teri hai kami
Jo main rota hun aaj bhi

Leave a Comment