Asli Nakli Lyrics (असली नकली) Song from Pop song And Singer Is Emiway Bantai composed by Emiway Bantai Write lyrics by Emiway Bantai.
Song Title: Asli Nakli
Singer: Emiway Bantai
Music: Emiway Bantai
Lyrics: Emiway Bantai
Music Label: Emiway Bantai
Asli Nakli Lyrics by Emiway Bantai
Sacchi sacchi baatein aaj bolega E. M. I. WAY
Versus meri itni mehengi tu khareede EMI pe
Kyon ki chhote cash wala scene tere bas ka nahi
Gaane to tu bhi hai nikalta par bajta nahi kahin pe
Pachta nahi hai baatein jo tumhare muh se nikle
Tum jaise bachkanon ko to
Yun hi humne rakh ke dhak le, phat se dhak le
Tere chehre ko phir phat se vat le
Vat samjh le kyon ki saari public mere sath hai
Jo jal raha hai mere pe unpe to barsaat hai
Barsa de re maalik, hey maalik de 40
Is kharche ko 20 arse ko akal dekho
Mere area ke charsiyon ke aur
Tumhare ladkiyon ki tarah ekdum komal hai
Circle hona chahiye lekin oval hai
Bhai tera sobar hai
Phir bhi game over hai
Main hoon asli asli aur tum nakli nakli
Ha ha haan main hoon asli
Real shit, real shit karne wale
Tum rapping ke maamle sach hi ho goo
Naye skills naye lines mere har gaane mein
Laata mein bole to n n n n new
Kyun ekdum dhyan se tu sunn
Har gaane ka mera main khud se banata hoon dhun
Kyun ki pasand nahi rehna kisi ke bharose pe
Saamne se wah wah aur pichhe se kosenge
Nochenge aisa ki dard bhi na hoga tumhein
Harqatein karenge phir kahenge ki coma hoon main
Kyon ki main asli asli aur tum nakli nakli
Main hoon asli
Ha main hoon asli asli aur woh nakli nakli
Haan thanda dimaag mera
Nahi rehta hai kabhi bhi
Kuchh na kuchh chalta rehta
Jaisa chal raha hai abhi bhi
Kya bolun main kya bhokun
Main kis baaton se uljha hoon
Main suljha doon
Main phir bhi na sulajh pata
Main baatein batata
Main jhuk ke neeche milan ko jata
Waise wale din yeh maine dekhe
Maa ke gehne agar gin’ne aur ginaane
Baithun to pehnane padenge
Earphones tere kaano mein
Tere gaanon mein meri ginti beta shaanon mein
Teri hai bachkanon mein
Keetanu main music ka ghusu main
Tere kaano mein aur janun main
Kya sun’na chahte hain yeh log log
Gaane main banata woh bhi bina koyi rok tok
Kyon ki nok jhok nahi hai mere pichhe kisi label ka
Is level ka kaam karne bola to unable tha
Par able tha mere liye na ruka kisi favour ka
Ghar wale taane marenge
Baatein sunke neighbor ka
Ghar wale taane marenge
Baatein sunke neighbor ka
Woh to chalta rehta hai
Emiway!